Ajay Kapil odh li re kanha

Select language to translate this lyric

Oh li re kanha teri naam ki chunariya
Preet mein teri main toh hui re baawariya
Odh ke chunariya main tujhko rijhaun
Darshan paun tere tujhko hi dhyayun
Tujhko man main toh chod ke Nagariya
Jamuna kinaare baithun jal ko nihaarun
Earth's sky is main toh tujhko pukaarun
Baat nihaarun teri dhun dagariya
Paaniyan bharan jaun leke gagariya
Urti jaun teri dhun mein saawariyan< br/>Chham Chham bhaaje meri jhanak paayaliya

SUBMIT CORRECTIONS